Posts

Showing posts from February 22, 2020

Manqabat E Huzoor TAJUSHSHARIYAH

Akhtar Raza Tum Ho TUMHE JIS NE BHI DEKHA KEH UTHA IBN E RAZA TUM HO JAMAAL E HAZRAT E HAAMID RAZA KA AA-INA TUM HO NAHI HAAMID RAZA HUM ME MAGAR AY AKHTAR E NOORI KHUDA KE FAZL SE HUM ME MERE HAAMID RAZA TUM HO TUMHARE KAAM SE FAIZAAN E GHAUS E PAAK HE JAARI BA FAIZ E HAZRAT E GHAUSUL WARA, QUTB E ZAMAA TUM HO TUMHARI AZMATO KO DEKH KE KEHTE HAIN DIWAANE BAREILLY ME KHARE HAIN HUM, SITAARO KI ZIA TUM HO TUMHARE DUSHMANO KO, RAB TA'AALA NE KIYA RUSWA, TUMHE TAAJUSH SHARIAH, KAR DIYA, WO PAARSA TUM HO YE NOORI CHEHRA YE NOORI ADA-EN SAB YE KEHTE HAIN SHABI E MUFTI E AZAM, MERE AKHTAR RAZA TUM HO TUMHARE DUSHMANO KO, RAB TA'AALA NE KIYA RUSWA, TUMHE TAAJUSH SHARIAH, KAR DIYA, WO PAARSA TUM HO JANAAB E MUFTI E AZAM KE FAIZAAN E TAJAL-LI SE SHABISTAAN E RAZA ME, KHAYR SE AKHTAR RAZA TUM HO ZIA E MURSHID E KAAMIL KE FAIZAAN E TAJAL-LI SE GULISTAAN E RAZA ME, KHAYR SE ASJAD RAZA TUM HO

Manqabat E Raza

Woh Raza Woh Raza.....  Talwar Hai Jis Ka Qalam Takwar Hai Jis Ka Qadam.               Samjhati Hai Jis Ki Zubañ Bole Nabi Bole Khuda Woh Raza Woh Raza ..... Is Sadi Ka Imame Gazali Bhi Hai Husne Rumi Bhi Hai Range Jami Bhi Hai Tarze Hassan Hai Jame Sabir Bhi Hai Tutiye jaañ fiza Woh Raza ........ ........ Dushman Hai To Dushman Sahi Lekin yahañ Aato Sahi Dawa Hai Tu Bhi Bolega Har Ghar Fatawa Razviya Woh Raza...... A'alahazrat Laqab Naam Ahmad Raza Dasviñ Shawwal Ko Jab Wo Paida Hua Wadiye Najd Me Aa Gaya Zalzala Or Di Jisne Ishqe Nabi Ki Fiza Woh Raza Woh Raza.... Jo Mujaddid Hua Jo Muhaddith Hua Jo Ulume Payambar Ka waris Hua  Ha Woh Hai Mera Raza...... Wadi Raza Ki  Kohe Himala Raza Ka Hai Jis Samt Dekhiye Wo Ilaqa Raza Ka Hai Dastar Aa Rahi Hai Zamiñ Par Jo Sar Uthe Itna Buland Aaj Pharera Raza Ka Hai Agloñ Ne To Likha Hai Bahut Ilme din par Jo Kuch Hai Is Sadi Me Wo Tanha Raza Ka Hai Is Da

Tazmeen E Naseer With Kalam E RAZA

Waah Kya Jood O Karam Hai  Koyi Duniya E Karam Me Nahiñ Hamta Tera Ho Jo Hatim Ko Mayassar Wo Nazara Tera To Keh Uthe Dekh Ke Bakhshish Me Rutba Yera Waah Kya Jood O Karam Hai Shahe Bataha Tera Nahiñ Sunta Hi Nahiñ Mangne Wala Tera Kuch Bashar Hone Ke Nate Tujje Khudsa Jane Or Kuch Mahaz Payami Hi Khuda Ka Jane Inki Auqat Hi Kya Hai Ke Ye Itna Jane Farsh Wale Teri Dhauqat Ka Ulu Kya Jane Khusrawa Arsh Pe Udta Hai Pharera Tera Mujhse Nacheez Pe Teri Hai Inayat Kitni Tune Har Gaam Pe Ki Meri Himayat Kitni Kya Batauñ Teri Rehmat Me Hai Wus'at Kitni Ek Maiñ Kya Mere Isyañ Ki Haqiqat Kitni Mujhse Sau (100) Lakh Ko Kafi Hai Ishara Tera Kayiñ Pushtoñ Se Gulami Ka Ye Rishta Hai Bahal Yahiñ Tifli O Jawani Ke Bitae Mah o Saal  Ab Budhape Me Khudara Hame Yuñ Dar Se Na Taal Tere Tukdoñ Pe Pale Gair Ki Thokar Pe Na Daal Jhidkiyañ Khayeñ Kahañ Chod Ke Sadqa Tera Game Daurañ Se Jo Ghabraiye Kisse Kahiye Apni U

Tazmeen E Naseer With Kalam E RAZA

Sab Se Awla Wa Aala Hamara Nabi ﷺ  تیرگی میں اجالا ہمارا نبی ﷺ روشنی کا حوالا ہمارا نبی ﷺ غیب داں ، کملی والا ہمارا نبی ﷺ سب سے اولی و اعلی ہمارا نبی ﷺ سب سے والا و اعلی ہمارا نبی ﷺ در پہ غیروں کے زحمت نہ فرمائیے  بھیک لینے مدینے چلے جائیے  کوئی دیتا ہے تو سامنے لائیے  کون دیتا ہے دینے کو منھ چاہیئے  دینے والا ہے سچا ہمارا نبی ﷺ زندگی کتنے موتی پروتی رہی خود میں رنگ تغیر سموتی رہی بیج کیا کیا تنوع کے بوتی رہی قرنوں بدلی رسولوں کی ہوتی رہی چاند بدلی کا نکلا ہمارا نبی ﷺ جیسے مہر سما ایک ہے، ویسے ہی جیسے روز جزا ایک ہے، ویسے ہی جیسے باب عطا ایک ہے، ویسے ہی جیسے سب کا خدا ایک ہے، ویسے ہی ان کا ، أن کا ، تمہارا ، ہمارا نبی ﷺ اب نہ دل پہ کوئی بات لیجے کہ ہے جام کوثر کوئی دم میں پیجے کہ ہے اے نصیر اب ذرا غم نہ کیجے کہ ہے غمزدوں کو رضا مژدہ دیجے کہ ہے بے کسوں کا سہارا ہمارا نبی ﷺ

Kalam e Huzoor Aftab Cassim Sahab

Maiñ Razvi Hooñ ASJAD PE, ZIA PE, ME HU FIDA, AKHTAR KA GADA HU, NOORI HU SUN LO TO ZARA, TUM SHAITAAÑON, CHERO NA MUJHE, ME RAZVI HU BAD-KAAR HU GAR CHE ME MAULA, MUJRIM HU, YAQEENAN AASI HU LEKIN HU SAG E DARBAAR E RAZA, CHORO NA MUJHE, ME RAZVI HU JALTA HAI MUJH SE, KYUN YE BATA, MASLAK KA ME ADNA DA-EE HU MURSHID NE KARAM MUJHPE YE KIYA, SUB KEHNE LAGAY, ME RAZVI HU SUB TOOT PARE KYU MUJHPE BHALAA, KYA CHOR HU ME, YA BAAGHI HU BUS JURM YAHI, KE ME NE KAHA, JO CHAAHEY KAREIN, ME RAZVI HU HAR RAZVI HE SHAYDA KHWAJA KA, CHISHTI BHI HU, PAKKA RAZVI HU KEHTA HE HAR IK, SHAYDAEE TERA, BARKAATI HU ME, ME RAZVI HU FAIZAAN E RAZA JAARI HE YAHAN, ME QAADIRI DAR KA BHIKAARI HU MAKKAARI NAHI HE MUJH ME ZARA, ME QAADIRI HU, ME RAZVI HU ASJAD SE, ZIA NE, YE FARMAAYA, QAAZI HE TU, AWR ME HAAMI HU YE DARS E WAFA, AMJAD SE MILA, WO KEHTE RAHE, ME RAZVI HU BOLE YE SHAKIL O JAMALE RAZA, ZAHID NE KAHA, ME S

Manqabat E Sayyedi Asjad Raza

Sayyedi Asjad Raza URSE NOORI AMJADI ME CHAARSU NOORI ZIA, HE YAHAÑ MAUJOOD DEKHO, SAYYIDI ASJAD RAZA DEKH KE KEHTE HE SAARE, AASHIQAAN E MUSTAFA KITNE ROSHAN PUR ZIA HE, SAYYIDI ASJAD RAZA DEKH KE ASJAD KA CHEHRA, YAAD AB AANE LAGA, CHEHRA E TAAJ E SHARI'AT, SAYYIDI ASJAD RAZA SAATH THAY HAR WAQT AKHTAR AWR ZIA E MUSTAFA AAJ BHI HE SAATH DEKHO, SAYYIDI ASJAD RAZA QAADIRI KAR QAADIRI RAKH, QAADIRIYO ME UTHA QAADIRI DARBAAN HE TU, SAYYIDI ASJAD RAZA AAFTAAB E QAADIRI KO, RAKH WAFADAAR E RAZA HU SIPAAHI AAP KA ME, SAYYIDI ASJAD RAZA Penned By Sag e Mufti e Azam Muhammad Afthab Cassim Qaadiri Razvi Noori

Manqabat E Huzoor Tajushshariyah wa Rehan E Millat

K Kalam e Arslan Miyañ alam e Arslan Miyañ Ma'dan E Noori Ke Anmol Nagine Do Haiñ Johar Akhtar Haiñ To Marjaan Rehan E Millat Akhtar E Deen E Nabi Mehr E Hidayat Ye Haiñ To Gulistan E Razvi Ke Rehan Rehan E Millat Zeenat E Gulistañ Subhañ Raza Subhani Jinse Roshan Hai Shabistan E Rehan E Millat Arslañ Boo e Gulistan E Raza Kehti Hai Tu Agar Gul Hai To Guldaan Rehan E Millat

Hamare Khwajah Haiñ

Shahe Hindostañ Shah E Hindustan Hamare Khwajah Haiñ Har Sunni Ki Jaan Hamare Khwajah Haiñ Aale Nabi Hqiñ Or Haiñ Ye Aulad e Ali Haañ Itne Dhanwaan Or Zehra Ke Laal Hamare Khwaja Haiñ Najdi Chala Hai Unko Samajhne Ki Khatir Kya Itne Aasan Hamare Khwajah Haiñ { Taiba Jane Ki Ijazat Dete Haiñ Baghdad Jane Ki Ijazat Dete Haiñ } Taiba Jane Ki Ijazat Dete Haiñ Haañ Itne Dhanwan Hamare Khwajah Haiñ In Donoñ Par Khaas Karam Tum Farmana Asjad Aur Akhtar Tumhare Ya Khwajah Rahe Salamat Maslak Aâla Hazrat Ka Ye Bhi Hai Faizan Tumhara Ya Khwajah

Tazmeen With Kalam e Raza

Tazmeen :- Arsh E Huq Hai Marhaba Makhlooq Pe Rehmat Rasool Allah Ki Har Zamane Me Rahi Shohrat Rasool Allah Ki Kya Zameen O Aasmañ , Jannat Rasool Allah Ki Arshe Haq Hai Masnade Rif'at Rasool Allah Ki Dekhni Hai Hashr Me Izzat Rasool Allah Ki Noor Ke Aabe Rawa Me Bel Bute Noor Ke Noor Ki Raushan Fiza Me Sare Jalwe Noor Ke Raqs Farmayenge Aankhoñ Me Nazare Noor Ke Qabr Me Lehrayenge Tahashr Chashme Noor Ke Jalwa Farma Hogi Jqb Tal'at Rasool Allah Ki Jin Ki Zate Paak Tahleeq E Do Âalam Ki Bina(Buniyad) Jinke Sadqe Me Hui Maqbool Âalam Ki Dua  Keh Diya Hai Jin Ko Rab Ne Shafa'e Roz e Jaza Woh Jahannam Me Gaya Jo Unse Mustagnee Hua Hai Khaleelullah Ko Hajat Rasool Allah Ki Nange Deeñ Haiñ Tere Roz O Shab Wahabi Door Ho Hai Juda Hum Se Tera Mazhab Wahabi Door Ho Tu Raha Shaitañ Ka Hum - Maktab Wahabi Door Ho Tujhse Aur Jannat Se Kya Matlab Wahabi Door Ho  Hum Rasool Allah Ke Jannat Rasool Allah Ki ( Shaitan Ka Hu

Bayañ Kaise Karuñ

Bayañ Kese Karuñ Bayañ Kaise Karuñ Kya Shan Mehboob E Khuda Ki Hai Jise Iyman Kehte Haiñ Muhabbat Mustafa Ki Hai  Ibadat Kar Ke Bhi Wo Mustaheeq Hai Naare Dozakh Ka Adawat Jis Kisi Ke Dil Me Shah E Ambiya Ki Hai Ilahi Us Namaz E Ishq Ka Sadqa Ata Karde Ali Ne Jo Namaz E Ishq Sehba Me Ada Ki Hai Bahattar(72) The Magar Fir Bhi Hazaroñ Par Rahe Galib  Utha Kar Dekhlo Tarikh Ye Karbobala Ki Hai Qadam Hai Auliya Allah Ki Gardan Pe Jab To Sar  Kahañ Hoga Samajh Lo Shan Kya Gaus Ul Wara Ki Hai Koi Kursi Pe Bethe Isse Kya Raja To Khwajah Hai Hukumat Pure Bharat Me Mere Khwajah Piya Ki Hai Jahan E Sunniyat Me Gaus O Khwajah Ki Inayat se Shahanshahi Musallam Aaj Bhi Ahmed Raza Ki Hai Na Fatwa Me Badal Koi Na Taqwa Me Koi Sani Hai Ye Ta'rif Kiski Mufti e A'azam Shaha Ki Hai Lage Jab Basti Basti Qariya Qariya Ka Kahaiñ Na'rah To Khul Kar Samne Aao Agar Chahat Wafa Ki Hai Hai Huq Goyi Wa Bebaki Ke Paikar Qay

Koyi Gul Baqi Rahega..

Koyi Gul Baqi Rahega Na Chaman Reh Jayega Koi Gul Baki Rahega Na Chaman Reh Jaye ga Per Rasool Allah ka Deen e Hassan Reh Jaye ga. Hum Safeero Baag Me Hai Koi Dam Ka Chehchaha Bulbuleñ Urh Jaye Gi Suna Chaman Reh Jaye ga. Atlas o Kamkhawab ki Poshak par Nazaa Na Ho Tum Is Tan e Bai Jaan per Khaki Kafan Reh Jaye ga. Naam e Shahan e Jahañ Mit jayenge lekin yahañ Hashar Tak Naam o Nishaan e Panjatan Reh Jaye ga. Jo Parhega Sahib e Lolaak Ke upar darood Aag se Mehfuz Us Ka Tan Badan Reh Jaye ga. Sab Fanaa ho Jaye ga Kafi, wa Lekin Hashar tak Naa't e Hazrat ka Zubanoñ Per Sukhan Reh jaye ga. [ Written by Shaheed e Jang e Azadi 1857 – Allama Kifayat Ali Kafi. ]