Manqabat e Huzoor Sarkar Tajushshariyah
Mera Akhtar Mo'atabar Hai Chup Raho Mera Akhtar Mo'atabar Hai Chup Raho Sari Duniya Ko Khabar Hai Chup Raho Kar Gaya Sabit Janaze Ka Hujoom Fakhr e Azhar Ba Asar Hai Chup Raho Peshe Akhtar Lab Kushai Ki Majal A'ALAHAZRAT Ka Pisar Hai Chup Raho Jis Taraf Taaj e Shariy'at Ka Hai Rukh Meri Manzil Bhi Udhar Hai Chup Raho Kyuñ Maiñ Uljhuñ Mas'aloñ Meñ Jab Yaqiñ Azhari Sarkar Par Hai Chup Raho Jante Ho A'ALAHAZRAT Ki Tarah Fakhr E Azhar Bhi Nidar Hai Chup Raho Puchte Ho Fakhr e Azhar Kaun Hai Sunniyoñ Ka Taajwar Hai Chup Raho Gair Isme Aa Nahiñ Sakta Kabhi Dil Mera Akhtar Ka Ghar Hai Chup Raho Hazrat e Akhtar Raza Ke Faiz Se Behunar Bhi Bahunar ahai Chup Raho Fakhr e Azhar Rat Raha Hooñ Roz O Shab Ye Muhabbat Ka Asar Hai Chup Raho Janashine Mufti E A'azam Sada Mehrabañ ZEESHAN Par Hai Chup Raho Gaus E A'azam Ki Nigahe Mustani Hazrat e Gulzar Par Hai Chup Ra