Mere Tajushshariyah Aapka Faizan Jari Hai
Jari Tha Jari Hai Jari Rahega
Ameer e Ahle Sunnat Jaan Nasheen e Mufti e Aazam
Mere Tajushshariyah Aapka Faizan Jari Hai
Wafadarane Maslak Par Humesha Har Ghadi
Mere Tajushshariyah Aapka Faizan Jari Hai
Hum Se Door Sulh e Kulliyat Kiski Badaulat Hai
Yaqeenan Fakhr e Azhar Aaphi Ki Ye Inayat Hai
Hume Maloom Hy Achi Tarah Ye Jante Hain Hum
Mere Tajushshariyah Aapka Faizan Jari Hai
Aseer E Gaus O Khwaja Paikar e Sidq O Safa Tum Ho
Tumhi Mehman e Kaaba Waris e Ilm e Raza Tum Ho
Gawahi De Raha Hai Leh laha Kar Azhari Parcham
Mere Tajushshariyah Aapka Faizan Jari Hai
Adalat Se Kahin Behat Abhi Hum Faisla Kar Den
Jo Aaye Samne gustakh Sar Tan Se Juda Kar De
Hukumat ko Bata De Sunniyon Pe Aaj Bhi Peyham
Mere Tajushshariyah Aapka Faizan Jari Hai
Wohi Chehra Wohi Lehja Wohi Abdaz Baatein Hain
Kare wo Guftagu To Hum Wohi Aawaz pate Hain
Ba Shaql e Qayid E Millat Mere Mohsin Mere Humdum
Mere Tajushshariyah Aapka Faizan Jari Hai
Teri Azmat ka Charcha Basti Basti Qariya Qariya Hai
Tu Apne Waqt Apne Daur Ka Tajushshariyah Hai
Faqat Main Hi Nahi Ye Khutba Padhta Hai Aalam
Mere Tajushshariyah Aapka Faizan Jari Hai
WASI Ka Kyse Bhatkaye Koie Ruj'han Aye Murshid
Aqeeda Hi Nahin Is Par To Hai Iyman Aye Murshid
Jo Shabnam Sa Barasta Rehta Hai Har Waqt Har Mausam
Mere Tajushshariyah Aapka Faizan Jari Hai
Kalam :: Hafiz o Qari Sayyed Abdul Wasi Razvi Noorie Maddazillahul Aali
`•`•`•`•`•`•`•`•`•`•`•`•`•`•`•`•`•`•`•`•`
[Blog :: Mohammed Usman Gani Qureshi]
Comments
Post a Comment